miane khahis ki ek ashiyane ki; usko bhi nazar laggaye iss zamane ki ; mere dard ko bhi na samajh saka koi ; ye zalim aadat jo thi muskurane ki.
meri mohabbatki bas itni si kahani hai; tuti hui kashti ruka hua pani hai; ek gulab jo tod raha hai dum unki kitabo me; unhe yaad bhi nahi voh kiski nishani hai